Showing posts with label Love SMS. Show all posts
Showing posts with label Love SMS. Show all posts

Hindi Love SMS on Morning

ख़्यालों का कोहरा, यादों की धुंध,
चाय की चुस्की और थोड़े-थोड़े तुम...💔

Hindi Shayari and Shayaries on Love

बिछड़ने की इतनी जल्दी थी उसे 
खुद को आधा छोड़ गया मुझमे 

इस शहर के अंदाज़ भी अजीब से हैं,
गूँगों से कहा जाता है बहरों को पुकारो.

रफ़्ता-रफ़्ता बुझ गया चिराग़-ए-आरजू , 
पहले दिल ख़ामोश था अब ख़्वाहिशें ख़ामोश हैं

मैं "सफ़र" में ही रहता हूँ,, हमेशा!
क्योंकि, उनकी यादों की मंज़िल है ही नहीं!!

तस्वीरों में कैद होकर भी
तुम सिर्फ "मेरे" कहाँ हो!!

*संसार में जिन लोगों को संतान सुख "प्राप्त हुआ है वो तो भाग्यशाली है,*
                     *लेकिन*
*जिन्हें "संतान से सुख प्राप्त हो रहा है वे सौभाग्यशाली है।*

*मेरी औक़ात सिर्फ एक सफेद चादर,,🦋⁉*
*जिसे ओढ़ने की ताकत भी ना रहेगी😢😭*

*कुछ कह गए...कुछ सह गए...कुछ कहते कहते रह गए*
*मै सही तुम गलत के खेल में...न जाने कितने रिश्ते ढह गए*  

कुछ तो शराफत सिख ले शराब से, ए इश्क़,                                              बोतल पे लिखा होता है, " मैं जानलेवा हूं "

किसे समझ मै आया, प्रेम नाम का रोग,
ऊलझ-ऊलझ कर रेह गये, सुलझे-सुलझे  लोग..!!

Beautiful Love Shayari for Her


Love SMS in Hindi

Pehchan Ho Tum Meri
Tumse Hu Mein Yahan
Tere Pyar Mein Hu Ji Raha
Ussi Mein Marna Chahun Mein…
Bus Itni Inayaat Ho Aapki
Marne Se Pehle
Bus Ek Bar Apko Mere Iss Dil Ka
Kalam Suna Du
Aur Teri Aankhen Mere Liye Num Hote Dekhu …

Sad Love Shayari That Make You Cry


Sad Shayari

Aaj har ek pal khoobsurat hai,
Dil me sirf teri hi soorat hai,
Kuch bhi kahe ye duniya gam nahi,
Duniya se zyada humko teri zarurat hai…

Love Shayari for Whatsapp Status


Love Shayari

Teri ankhoin ke samander main hum doob jayehge,
itna mat chalka inhe hum toot jayenge,
le le kwaab meri aknhoin se aur muskura,
tu hai to meri ankhoin main kwaab aur ban jayenge. ..

Real Love Shayari in Hindi

Panaho main unki….

Love Shayari

Panaho main unki duao sa asar hota hai,
uss ek pal main jannat pe yakin hota hai,
aagosh main unke soraj bhi chand ban jaye,
jahain ke her gum ka javab bas unki ek nazar hota hai.

Hindi Shayari on Love Emotions


Lovely Shayari SMS

Ek din phool se kisi ne pucha…
Tune to di khushbu par tumhe kya mila.?
Tab phool ne kaha..
Dene k badle lena to ek vyapaar hai..
Jo de kar bhi kuch na mange vahi to pyar hai…

Pyar Shayari Quotes

Posted: 27 Oct 2015 09:01 AM PDT
Shayari on Pyar
Pyaar…
Na koi kisike paas hota hain..
Na koi kisise dhoor hota hain,
Pyar Khud chalkar aata hain,
jub Koi kisike naseeb mein hota hain.

Pyaar Shayari fb


Pyaar Bhari SMS


Pyaar…
Ek din hi nehi jisme teri yaad na aye,
Tere pyar ne mujhe pagal kar diya.
Subah mein jagu tho sirf tere liye,
Raath ko sojao tho sirf tere khwab dehkne ke liye. 

D best!!!!

Roz tumhara intezar hota hai,
Roz ye dil bekarar hota hai,

Kaaash tum ye samaj pati ki Chup rehnewale ko bhi pyaar hota hai!!!!!!

Mohabbat Kisi Se Tab Hi Karna
Jab Mohabbat Ko Nibhana Seekh Lo…!!
Majburiyoon Ka Sahara Lekar Chhod
Dena Wafadari Nahi Hoti…

LOVE SHAYARI – TUM MERI HO

Main yeh nahi kehti ki
Tumhare liye koi dua na maange
Main to yeh kehti hun ki bas
Koi dua mein tumhe na maange
Dil Karta Hai Zindagi Tujhe De Dun
Zindagi Ki Saari Khusiyan Tujhe De Dun
De De Agar Tu Mujhe Bharosa Apne Saath Ka
To Yakeen Maan Apni Saanse Bhi Tujhe De Dun
Kitna bhi chaho na bhool paoge hume
Jitni door jaoge nazdeek paoge hume
Mita sakte ho toh mita do yaadein meri
Magar kya sanson se juda kar paoge hume

LOVE SHAYARI – DIL KI DHADKANE

Dil ki nazuk dhadkano ko
Mere sanam tumne dhadkana sikha diya
Jab se mila hai tera pyar dil ko
Gham ne bhi muskurana sikha diya..
Mein Agar Chahun Bhi To Shayad
Na Likh Sakhun Lafzon Ko
Jinhe Padh Kar Tum Samjh Sako Ke
Mujhe Tumse Kitni Mohabbat Hai.
Ishq tujhse karti hoon Main zindagi se zyada,
Main darti nahi maut se Teri judaai se zyada,
Chahe to azmale mujhe Kisi aur se zyada,
Meri zindagi mein kuch nahi Teri mohabbat se zyada

कौन कहता है हम उसके बिना मर जायेंगे
हम तो दरिया है समंदर में उतर जायेंगे
वो तरस जायेंगे प्यार की एक बून्द के लिए
हम तो बादल है प्यार के…किसी और पर बरस जायेंगे|

Pyaar wo ehsaas hai jo mitata nahi,
Pyaar wo parwat hai jo jhukta nahi,
Pyaar ki keemat kya hai humse pucho,
Pyaar wo anmol hira hai jo bikta nahi...

Pyaar

Zindagi Rahe Salaamat Aapki
Khushi Aapki Ke Liye Fariyaad Karte Hain
Khuda Aapko 100 Baras Ki Zindagi De
Pyaar Aapse Hum Hamesha Be-Hisaab Karte Hain…