Teri muskan hamari kamjori hai,
keh na pana hamari majburi hai,
tum kyu nahi samajhte hamari khamoshi ko,
kya khamoshi ko juban dena jaruri hai?
Mangta hoon to deti nahin ho: JAWAB MERI BAAT KA
Deti ho to khada ho jata hai: ROM-ROM JAZBAAT KA
Kyon bolti ho ke dheere se daalo: BALON MAIN PHOOL GULAB KA
DIL SE TERA KHAYAAL NA JAYE TO KYA KARU? TU HI BATA TU YAAD AAYE TO KYA KARU? HASRAT YE HAI KI EK NAZAR TUZE DEKH LU, MAGAR KISMAT WO LAMHA NA LAYE TO KYA KARU?
SMS karenge hum ek duje ko bari bari,
Hame Lagti hai yeh rasm badi pyari,
Yeh sms milte hi ek sms bhej dena,
kyunki hame bilkul pasand nahi 'Udhari...
' Mana ki Kabhi Dil Ki baat na Bataonge Par Ankhon me Jo hai Wo Kaise Chupaoge, Wada Raha Hamara ye Aapse Jab bhi MOBILE Dekhonge hamara jarur 1 SMS paoge! Aap jaisa DOST hame kuch khas lagte hai, maam mein har waqt hum ek aas rakhte hain, jaane kab aajaye SMS aapka, isliye MOBILE ko hamesha DIL ke paas rakhte hain!
Shayari Sms Submitted By : - rakesh Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya usne 3 din se khana nahi khaya. Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein
tune kuchh bhi na kaha ho jaise, mere hi dil ki sada ho jaise, yoon teri yaad se jee ghabraaya, tu mujhe bhool gaya ho jaise...
Ummido ki shama dil me mat jalana,
is jahan se alag duniya mat basana,
aaj bas mood me tha to SMS kar diya,
par roj intezar me palke mat bichana!
Is kadar hum yaar ko manane nikle, uski chahat ke hum deewane nikle, jab bhi use dil ka haal batana chaha, to uske hothon se waqt na hone ke bahane nikle...
Kashti toofan se nikal sakti hai,
Taqdeer kisi bhi waqt bhi badal sakti hai,
Hausla rakh, channel na badal,
SANIA MIRZA kisi bhi waqt Jhuk sakti hai
Woh inkar karte hain ikrar ke liye,
Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,
Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale,
Ankhein band karte hain didar ke liye
Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki Aadat nahi hoti..
Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.
Woh nadiyan nahi aansu they mere, jinpar woh kashti chalate rahe.
Manzil mile unhein yeh chahat thi meri, isliye hum aansu bahate rahe.
Kuch nasha to aapki baat ka hai,
kuch nasha to dheemi barsaat ka hai,
humein aap yun hi sharabi na kahiye,
is dil par asar to aap se mulakat ka hai!
Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai,
Aap karib ho to apnapan hai,
Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.

Teri dosti hum is tarah nibhayenge,
Tum roz khafa hona hum roz manayenge,
Par maan jana manane se,
Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.
Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,
lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte
Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,
Dil se main naraaz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.....
Dosti insan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki huqumat hai, aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai.
Woh ruthte rahe hum manate rahe,
Unki raahon me palkein bichate rahe,
Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,
Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.
Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gham nahi, par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi..
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum, Bas yahi ek wada nibha payenge hum.
Mita denge khud ko bhi jahan se lekin, Tera naam dil se na mita payenge hum.
Ye pyari nigahein yaad rahengi, milkar na milne ki ada yaad rahegi, mumkin nahi ki main tumhe bhula dun, aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.
Karoge yaad ek din is pyar ke zamane ko, chale jayenge jab hum kabhi na vapas aane ko. Chalega mehfil me jab zikr hamara koi, to tum bhi tanhayi dhundoge aansu bahane ko.
Tum mujhe kabhi dil kabhi aakhon se pukaro, Ye hothon ke taqaluf to zamane ke liye hain.
Sabhi ko sabh kuch nahi milta, nadi ki har lehar ko sahil nahi milta, yeh dil walon ki dunia hai dost, kisi se dil nahi milta to koi dil se nahi milta.
Teri doori ka ehsaas jab satane laga. Tere sath guzra har lamha yaad aane laga. Jab bhi bhulane ki koshish ki. Tu dil ke aur karib aane laga.
Jab bhi kisi ko kareeb paya hai, kasam khuda ki wahin dhokha khaya hai. Kyon dosh dete hein hum kanto ko... Zakham to humne phulo se paaya hai.
Kabar ki mitti utha ke le gaya koi, isi bahane humein choo kar chala gaya koi, tanhayi aur andhere mein khush they hum, lekin phir se intezaar karne ki wajah de gaya koi..
Na jaane tum pe itna yakin kyon hai? Tera khayal bhi itna haseen kyon hai? Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai; to aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?
Is se pehle ki dilo me nafrat jaage, aao ek shaam mohabbat me bita di jaye.... Karke kuch mohabbat ki baatein, Is shaam ki masti badha di jaye.
Zuban khamosh, ankhon me nami hogi,
Yahi bas ek dastan-e-zindagi hogi,
Bharne ko to har zakham bhar jayega,
kaise bharegi wo jagah jaha Teri kami hogi.
Dil to unke seene mein bhi machalta hoga.. husn bhi so-so rang badalta hoga..
Uthti hongi jab nagahein unki..
Khud "khuda" bhi gir-gir ke sambhalta hoga..
Manzil unhi ko milti hai, Jinke sapno me jaan hoti hai,
Pankh se kuchh nahi hota, Hauslon se udaan hoti hai.
Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhe; aaj bhi khuda se pehle tujhe yaad kiya humne.
Kadam kadam pe baharon ne saath chhoda, zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda, vaada kiya sitaron ne saath dene ka, subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda.
Mere haathon se gir gayi lakeeren kahin, bhool aaye hum apni takdeeren kahin. Agar mile tumko kahin to utha lena, mere hisse ki har khushi apne haathon pe saja lena.
Tanhai bhari zindagi ka safar mila; na saathi, na humsafar mila. Hum diya jalta chhod gaye the unke liye; jab vapis lote to jalta hua ghar mila.
Hasta huya dekh kar log kehte hain ke hum gam se khali hain, par unhe kya pata ke jo gam ke baag hain, hum us baag ke mali hain..
Bheeg jaati hain palkein tanhayi mein, darte hain koi jaan na le. Pasand karte hain tez barsaat mein chalna, kahi rote hue ko koi pehchaan na le.
Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
Mohobbat ka imtihan aasan nahi; pyar sirf pane ka naam nahi. Muddatein beet jati hain kisi ke intezaar mein, ye sirf pal-do-pal ka kaam nahi.
Mohabbat mein laakhon zakham khaye humne, afsos unhe hum par aitbar nahi, mat pucho kya gujarti hai dil par, jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
Aaj didar, kal yaar, parson pyaar,
phir ekrar, phir intezar, phir takrar,
phir darar, sari mehnat bekar,
aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.
Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai,
Msg box bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal hai,
Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hain, meri har aah har dard samajhti hain. Pata hai majbuur hai tu bhi aur main bhi, phir bhi aankhein tere deedar ko tarasti hain.
Baag ki har kali, khushbu de apko,
Suraj ki har kiran, nai subah de apko,
Hum to kuch dene ke kabil nahi hain,
Bahut dur magar bahut paas rehte ho,
Aankho se dur magar dil ke paas rehte ho,
Mujhe bas itna bata do kya tum bhi mere bina udaas rehte ho?
Tere DIL mein rahenge SMS bankar,
Dhadkano mein bajenge RINGTONE bankar,
Kabhi apne DIL se juda mut Samajana,
Hum tere saath chalenge NETWORK bankar!
Teri dosti mein khud ko mehfooz maante hain, hum doston mein tumhe sabse azeez maante hain. Teri dosti ke saaye mein zinda hain, hum to tujhe khuda ka diya hua tabeez maante hain. Unki tasveer ko seene se laga lete hain, iss tarah judai ka gham mitaa lete hain. Kisi tarah zikar ho jaye unka, to hass kar bheegi palkein jhuka lete hain.
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye.
Ai mere humnashin chal kahin aur chal,
Is chaman mein ab apna guzaara nahin,
Baat hoti gulon tak to seh lete hum,
Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.
Soch ko badlo, sitare badal jayeng,
Najar ko badlo, nazare badal jayenge,
Kashtiya badalne ki jarurat nahi,
Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge.
Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai,
Humne apni alag duniya basa rakhi hai,
Is umeed ke saath ki ayega SMS aapka,
Humne mobile par nazrein jama rakhi hein.
Unka ashiyana dil mein basa rakha hai,
Unki yadon ko seene se laga rakha hai,
Pata nahi yaad aate hain wohi kyun,
Vaise dost to hamne auron ko bhi bana rakha hai.
Dil ka dard dil todne wale kya jane,
Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,
Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,
Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.
Tu dekh ya na dekh, tere dekhne ka gam nahi,
Par teri ye na dekhne ki ada dekhne se kam nahi.
Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?
Bolti hai dosti, chup rehta hai pyar. Hasati hai dosti, rulata hai pyar. Milati hai dosti, juda karta hai pyar. Phir bhi kyun dosti chodkar log karte hain pyar??
Aahat si koi aaye to lagta hai ki tum ho,
Saya sa koi lehraye to lagta hai ki tum ho,
Ab tumhi batao tum kya kisi bhoot se kam ho?
Kya lekar aaya tha?
Kya lekar jayega?
Mujhe SMS na karke zaalim,
Tu kitna chillar bachayega?
Pyara sa ehsas ho tum, har pal mere pas ho tum,
Jine ki ek aas ho tum, mann ka ek vishwas ho tum,
Shayad is liye.... Kuch khas ho tum.
Koi ankhon se baat kar leta hai,
Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,
Bada mushkil hota hai jawab dena,
Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai.
Bazu-o-mein dum rakhta hun,
Dil mein gum rakhta hun,
Pata tha SMS ayega tera,
Isliye DISPRIN sang rakhta hun.
Aey mere SMS mere dost ke pass jana,
Agar wo so raha ho to shor mat machana,
Jab wo jage to dhire se 'Muskarana',
Phir kehna "KANJUS" SMS karo! Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho,
.
Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho,
Mujhe maut ka dar na hoga,
Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.
Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain,

Yeh to unke bachche hee kaminey hain,
Jo Mama-Mama kehke bulaate hain.
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye.
Jab jab ghire badal teri yaad ayi,
Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad ayi,
Jab-jab mein bhiga teri yaad ayi,
Ab raha nahin jata, Chatri Lauta de Bhai.
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe SMS karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere SMS ka intezar karenge
Hum na hote to aapko gazal kaun kehta, apke chehre ko gulab kaun kehta,
Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta.

Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.
Ai mere humnashin chal kahin aur chal,
Is chaman mein ab apna guzaara nahin,
Baat hoti gulon tak to seh lete hum,
Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.
Do pal ki bhi khushi na mili to kya hua umr bhar gam ke sahare ji lenge,
Kya hua jo hamari girlfriend nahi, hum aapki girlfriend ke sahare ji lenge.

Par phir bhi tere SMS ka intezar karenge.

Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai,
Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai.
aansu mein naa dhundhna hame,hum tumhe aankhon mein mil jaayenge,tamanna ho agar milne ki to band aankhon se bhi nazar aaenge.
Prathamesh na seher dekho, na biya baan dekho
na seher dekho,na biya baan dekho
khuda ka lota ek naam dekho
bus aankhen kholo or sirf
Pratham ko dekho

Hum dua karte hain Khuda se,
ki wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek Cartoon jaisi cheez hai humare paas,
kahin wo bhi common na ho jaye!
Soch ko badlo, sitare badal jayeng,
Najar ko badlo, nazare badal jayenge,
Kashtiya badalne ki jarurat nahi,
Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge.
Ek ada aapke dil churane ki, ek ada aapke dil me bus jane ki,
Chehra apka chand sa aur ek zid hamari chand pane ki.
Dil se hum dillagi kiya nahi karte,Yeh dil kisi ko diya nahi karte.Dil ko aapka Mobile Number pasand aa gaya,warna Hum kisi ko itne SMS kiya nahi karte....
Woh kahate hai hum se ke aapka message churaya huwa hota hai, Woh kahate hai hum se ke aapka message churaya huwa hota hai, Yu to net par SMS ka khazana hota hai, Kuchch to kadar kar aye jalim, Aakhir selection to hamara hota hai...
Nazar andaz kaise kare AAPKO,
Nazare me bithaya hai AAPKO,
AAPKI Yaad Aayegi to Bahenge Aanshu,
Magar hum Royenge bhi Nahi,
kyunki palke chubhengi AAPKO....!
Zindagi ek saza si ho gai hai,Gam ke saaye mein is kadar kho gayi hai. Tum kar do ek SMS ye guzaraish hai meri,Tumhare SMS ki aadat si ho gai hai....!!!
Qayamat tak tujhe yaad karenge,Teri har baato par aitbar karenge. Tujhe SMS karne ko to nahi kahenge,Par phir bhi tere SMS ka intezar karenge...
Aap ki yaad me maine kalam uthai,
Liya kagaj, tasveer aapki banai,
Socha tha dul se laga ke rakhenge us tasveer ko,
Par vo to bacchoko darane ke kaam aayi....
Door rehkar un dooriyon ko badhya nahhi karte,Apne dost ko is tarha sataya nahi karte,Jise harwaqt khyal ho aapka, apni aawaz ke liye usse istarha tarsaya nahi karte....
Mere SMS ke charche jahan mein hone lage; log mere diwane hone lage, Khushnasib ho tum, jo tumhe SMS mila; jise nahi mila wo, mobile patak patak ke rone lage!
-Your Avinash(AG)

NICE........................
ReplyDeleteShayari Sms Submitted By : - rakesh Majnu ko Laila ka SMS nahi aaya usne 3 din se khana nahi khaya. Woh marne wala hai Laila ke pyar mein,Aur Laila baithi hai SMS free hone ke intezar mein
ReplyDeletesemi stitched pakistani suits online
pakistani salwar stitching