CID Jokes very funny

CID bunty k ghr jaati hai...
Uski laash milti hai...
Kaamwali bai bolti hai k.
Bunty 9:30 baje snaan karne gaya...
Forensic reports k hisab se Bunty ki maut 11:30 baje bathroom me Heart attack aane se hui...
Daya: Sir... To itni der bunty andar kya kar raha tha...???
Abhijeet: Vahi to 9:30 se 11:30 tak kya kar raha tha bunty bathroom me???.......
ACP Pradyuman ne bohot dimag lagaya fir unhe kuch yaad aaya......
ACP: Daya... Abhijeet... Tum bhul rahe ho...Yaad nahi...???
Bunty ka saabun slow hai...!!!😂😂😂😂😂😂😂😝👌😝👌

1 comment: