Kaun rakhta hai yaad naamo ko,
Log chehre ko bhool jate hain,
Tum samundar ke baat karti ho,
Log aankhon mein doob jate hain.

Jaan hai hamari zindagi se pyari,
Jaan ke liye kar du kurban yari,
Aab tumse kya chhupana oye dilbar
Tum hi toh ho na jaan hamari.

No comments:

Post a Comment