Pyar me aisa bhi hota hai..?


Hindi Shayari

Darta hu kahi main pagal na ban jau….
teri baato aur teri kasmo ka kayal na ban jau…
ab bus bhi kar zalim kuch to raham kha mujhe per,
chali ja meri nazro se door kahin main shayar na ban jau…

No comments:

Post a Comment