Sad Sms

Socha tha is kadar unko bhul jayenge dekh kar bhi an dekha kar jayenge pab jab jab aaya samne unka chehra socha is bar dekh le agali bar bhool jayenge..

---------------------------------------------------------------------------------------------------
Humne To Socha Tha Ke Har Mod Pe Tume SMS Karenge Par Kya Karein Rasta Hi Sheedha Nikla..
---------------------------------------------------------------------------------------------------
Pass aakar sabhi door chale jate hain, Akele the hum akele reh hi jate hain Is dil ka dard dikhayein kise Marham lagane wale hi zakm de jate hain
---------------------------------------------------------------------------------------------------
Ae Dost Itna To Yaad Kiya Hota, Ek Pyaar Bhara Paigaam Bhej Diya Hota, Kaise Jeete Hein Teri Yaad Mein, Ek Baar Haal To Pooch Liya Hota.
---------------------------------------------------------------------------------------------------
Na chaho kisiko itna ki uski chahat tumhari majboori ban jaye. Chaho kisi ko itna ke tumharapyar uski ZAROORAT ban jaye!


No comments:

Post a Comment